Andhon Pe Daya Karna Daata Lyrics

in

"Andhon Pe Daya Karna Daata" Song Details:

Movie: Sahara (1958)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Bharat Vyas
Composer(s):Hemant Kumar
Music Director(s):Hemant Kumar
Genre(s):Bhakti
Director(s):Lekhraj Bhakri
Music Label:© Saregama
Starring:Meena Kumari, M. Rajan, Kuldip Kaur, Kanhaiyalal

Andhon Pe Daya Karna Daata Lyrics – Lata Mangeshkar

Andhon pe daya karna daata
Apni aankhon ki tumko qasam
Iss jholi ko bharnaa daata
Apni aankhon ki tumko qasam
Andhon pe daya karna daata
Apni aankhon ki tumko qasam

lyricsbogie.com
Chhin jaati hai jinki ye jyoti
Rah jaate hain thokar khaane ko
Chhin jaati hai jinki ye jyoti
Rah jaate hain thokar khaane ko
Lut jaati hai unki sab khushiyaan
Gham rahtaa hai dil bahlaane ko
Gham rahtaa hai dil bahlaane ko
Andhon pe daya karna daata
Apni aankhon ki tumko qasam
Iss jholi ko bharnaa daata
Apni aankhon ki tumko qasam

Hamse na churaao yoon aankhen
Is dharti hi ki santaan hain ham
Hamse na churaao yoon aankhen
Is dharti hi ki santaan hain ham
Mohtaaj sahi laachaar sahi
Phir bhi to arre insaan hain ham
Phir bhi to arre insaan hain ham
Andhon pe daya karna daata
Apni aankhon ki tumko qasam
Iss jholi ko bharnaa daata
Apni aankhon ki tumko qasam

Ai maalik tu apni duniya mein
Kisi bande ko yoon majboor na kar
Ai maalik tu apni duniya mein
Kisi bande ko yoon majboor na kar
Dene ko to de de har dukhda
Ye aankhen magar benoor na kar
Ye aankhen magar benoor na kar
Andhon pe daya karna daata
Apni aankhon ki tumko qasam
Iss jholi ko bharnaa daata
Apni aankhon ki tumko qasam.

Andhon Pe Daya Karna Daata Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.