Angoor Khilao Papa Ji Lyrics

in

"Angoor Khilao Papa Ji" Song Details:

Movie: Aaj Ke Angaarey (1988)
Singer(s):Alisha Chinai, Uttara Kelkar
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Funny, Kids
Director(s):Babbar Subhash
Music Label:© T-Series
Starring:Hemant Birje, Raja Duggal, Rohini Hattangadi, Kalpana Kalantri, Ahmed Khan, Nagina Khan, Shashi Kiran, Jaya Mathur, Raza Murad, Neeta Puri, K.K. Raj, Vinod Raut, Om Shivpuri, Archana Puran Singh, Babbar Subhash, Pooja Thakur, Ajit Vachani, Sarla Yeolekar

Angoor Khilao Papa Ji Lyrics – Alisha Chinai, Uttara Kelkar

Hey khana khana khana khana
Lao jaldi lao khana lao jaldo lao
Khana khana khana khana lao
Jaldi lao ki khao ge bacho
Angoor khilo chocolate magao
Icecream dilao bhukh lagi hai jor ki
Papa ji papa ji bacho ki baat mano papa ji
Angoor khilo chocolate magao
Icecream dilao bhukh lagi hai jor ki
Papa ji papa ji bacho ki
Bat mano papa ji hey
Papa ji papa ji bacho ki
Baat mano papa ji
Chocolate icecream nana
Nana ih khake ki hona hai
Tar mal khao dole banao
Takat badao sehat ka rakho khayal ji
Kaka ji kaka ji papa ki baat mano kaka ji
Kaka ji kaka ji papa ki baat mano kaka ji

lyricsbogie.com
Hume to chocolate bhata hai
Icecream khake maja aata hai
Isko khane mein kya burayi hai
Isme bhi cream hai malayi hai
Chocolate pet ko kharab kare
Icecream khake dant jaldi gire
Hari sabji taje fal khao
Bake gabaru jawan ban jao
Chhodo ye jhut ke bahane chhodo
Papa ji bacho ka na dil todo
Jo bhi achha lage wo khayege
Aapki bato me na aayege
Papa ji papa ji bacho ki
Baat mano papa ji hey
Papa ji papa ji bacho ki
Baat mano papa ji
Angoor khilo chocolate magao
Icecream dilao bhukh lagi hai jor ki
Papa ji papa ji bacho ki baat mano papa ji
Arey kaka ji kaka ji papa ki baat mano kaka ji

Ye lal sab gal lal kare
Anar khake tan me khun bade
Khao orange aam mosam bhi
Khake inko ye umar ho lambi
Tatkati chij koi dilwao
Nahi nahi humko kuch hoga nahi
Tum na daro papa ji bacho ki zid puri karo
Kho na wo chij bimar pado
Banke balwan dushmano se lado
Kaju badam aur pisate kho
Chatpati chij pe na lalchao
Kaka ji kaka ji papa ki baat mano kaka ji
Papa ji papa ji bacho ki baat mano papa ji
Angoor khilo chocolate magao
Icecream dilao bhukh lagi hai jor ki
Papa ji papa ji bacho ki baat mano papa ji
Arey kaka ji kaka ji papa ki baat mano kaka ji

Achhe papa ji man bhi jao
Tum bhi achhe bache ban jao
Achhi bato ki hi aadat dalo
Cack lao ha ha sab kho na na
Pasri lao ha ha
Badam kho na na
Hotdog dilo yani ki garam kuta chhi chhi
Jisko hotdog ka matlab hi nahi malum
To use tast kya malum ha ha
Chhodo ye bahas chup ho jao khana hajir hai
Ye khana kho khelane khane ki hai inki umar
Bache jo zid kare dilwao achha ji achha ji
Bacho se hare papaji ha achha ji achha ji
Bacho se hare papaji papa ji zindabad
Papa ji zindabad papa ji zindabad.

Angoor Khilao Papa Ji Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.