Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics

in

"Apni Darling Ka Aaya Janamdin" Song Details:

Movie: Duty (1986)
Singer(s):Kanchan, Shabbir Kumar
Lyricist(s):Ramesh Pant
Composer(s):Babla Mehta
Music Director(s):Babla Mehta
Genre(s):Birthday
Director(s):Ravikant Nagaich
Music Label:© T-Series
Starring:Govinda, Anuradha Patel, Huma Khan, Anupam Kher, Rakesh Bedi, Aroon Bakshi, Kirti Kumar
Release on:26th June, 1986

Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics – Kanchan, Shabbir Kumar

Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin

lyricsbogie.com
Rani bitiya ko koi nazar na lagaye
Rani bitiya ko koi nazar na lagaye
Allah kare aaj ka din ye bar bar aaye
Bar bar aaye hum zaroori
Duva dene aayenge
Lekin hum zaroori duva dene aayenge
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni rani ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni rani ka aaya janamdin

Apni aisi bitiya ho kya khayal hain
Apni aisi bitiya ho kya khayal hain
Ye to shadi ke baad ka apna sawal hain
Apna sawall hain
Jo ho hi nahin sakta shadi kiye bin
Jo ho hi nahin sakta shadi kiye bin
Aaj apni rani ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin

Tujhe sone ya heere ka har chahiye
Tujhe sone ya heere ka har chahiye
Mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
Mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
Raja uncle ko mat bhulna lekin
Raja uncle ko mat bhulna lekin
Aaj apni raani ka aaya janamdin hoye
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin.

Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.