Aye Dil Tere Ghamo Ka Lyrics

in

"Aye Dil Tere Ghamo Ka" Song Details:

Movie: Parda (1949)
Singer(s):Rajkumari Dubey
Lyricist(s):Swami Ramanand Saraswati
Composer(s):Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s):Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s):Sad
Director(s):A. G. Surma
Music Label:© Saregama
Starring:Amar, Rehana, Kusum Thakur, Ansari, Chand

Aye Dil Tere Ghamo Ka Lyrics – Rajkumari Dubey

lyricsbogie.com
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Bedard ye duniya hai
To zaalim hai zamana
Ae dil tere ghamo ka
Main kahun kise fasan
Do din bhi mere pyar ki
Basti na rah saki
Na jane mere pyar ko
Kis ki nazar lagi

Dil ki tamam hasrate
Dil hi mein rah gaye
Ye kaisi aag meri
Mohabbat ko le gayi
Poora na hua tha kabhi
Unka takrana
Poora na hua tha kabhi
Unka takrana
Aye dil tere ghamo ka main
Kahu kise fasana
Kyu hichkiya lete hai
Mere haal par
Ye chand sitare

Doob gaye meri hasti hui
Aankho ke kinare
To pukara jata hai
Ban ban ke sarare
Shole jale vo sabhi
Ulfat ke sahara
Ro ro ke main katungi
Jawani ka zamana
Ro ro ke main katungi
Jawani ka zamana
Ae dil tere ghamo ka
Main kahun
Kisse fasana.

Aye Dil Tere Ghamo Ka Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.