Baat Hai Ek Boond Si Lyrics

in

"Baat Hai Ek Boond Si" Song Details:

Movie: Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Love
Director(s):Rajaram Vankudre Shantaram
Music Label:© Saregama
Starring:Abhijeet, Sandhya, Vatsala Deshmukh

Baat Hai Ek Boond Si Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

lyricsbogie.com
Baat hai ek bund si dil ke pyale me
Baat hai,
Baat hai ek bund si dil ke pyale me
Aate aate hotho tak tufan
Na ban jaye na ban jaye
Baat kya tufa me jo jine ka saman
Na ban jaye na ban jaye baat kya
Arma wo kya dil ke liye baat kya

Raaz hai kya aisa dekho talo na
Hum koi gair hai kya phir kah dalo na
Hai dil ki wo lahar aisi chanchal
Jo ise chheda kisi matwale ne jo ise
Aate aate hotho tak tufan
Na ban jaye na ban jaye
Na ban jaye na ban jaye baat kya
Arma wo kya dil ke liye baat kya

Meri aankhe padi kuch likha hoga
Dhadkan sunte ho dil sunta hoga
Waise to hai mere dil me bhi halchal
Phir bhi halchal wo kya dil ke liye
Phir bhi
Tufa me jo jine ka saman
Na ban jaye na ban jaye na ban jaye
Baat hai ek bund si dil ke pyale me
Baat hai,

Tum kaha mai kaha, hum tum sang sang hai
Dharti aur ambar dono ek rang hai
Tum ho mere kah do jo ye arma sun liya
Jo chhupke kisi duniya wale ne sun liya
Aate aate hotho tak tufan
Na ban jaye na ban jaye
Na ban jaye na ban jaye baat kya
Arma wo kya dil ke liye baat kya
Baat hai ek bund si dil ke pyale me
Baat hai, jo baat hai.

Baat Hai Ek Boond Si Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.