Do Baatein Ho Sakati Hai Lyrics

in

"Do Baatein Ho Sakati Hai" Song Details:

Movie: Imtihaan (1995)
Singer(s):Kumar Sanu
Lyricist(s):Faaiz Anwar
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Love
Director(s):Harry Baweja
Music Label:© Tips
Starring:Sunny Deol, Raveena Tandon, Saif Ali Khan
Release on:4th March, 1995

Do Baatein Ho Sakati Hai Lyrics – Kumar Sanu

lyricsbogie.com
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki

Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se too darti hai
Ya duniya se too darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki

Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujhko yakeen na aaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujhko yakeen na aaye

Do baatein ho sakati hai
Sanam tere takraar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere takraar ki
Kya dil hai tera  patthar ka
Kya dil hai tera  patthar ka
Ya  chahat nahi dildaar ki

Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki

Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna tut na jaaye haay haay haay
Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna tut na jaaye
Main ban jaau paagal
Aur duniya hasi udae
Main ban jaau paagal
Aur duniya hasi udae
Do baatein ho sakati hai
Abto jeet ya haar ki
Do baatein ho sakati hai
Abto jeet ya haar ki
Kahde mujhse main mar jaooun
Kahde mujhse main mar jaooun
Ya thaam le baahein yaar ki

Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki.

Do Baatein Ho Sakati Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.