Bachna Zara Yeh Zamana Hai Bura Lyrics

in

"Bachna Zara Yeh Zamana Hai Bura" Song Details:

Movie: Milap (1955)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Lyricist(s):Sahir Ludhianvi
Composer(s):Datta Naik
Music Director(s):Datta Naik
Genre(s):Masti
Director(s):Raj Khosla
Music Label:© Saregama
Starring:Dev Anand, Geeta Bali, Rajendra, Johny Walker

Bachna Zara Yeh Zamana Hai Bura Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Bachna zara yeh zamana hai bura
Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

Meri gali mein aane waale
Ho jaate hai gam ke hawaale
In raaho se jo bhi guzare
Soch samajh kar dil ko uchhale
Meri gali mein aane waale
Ho jaate hai gam ke hawaale
In raaho se jo bhi guzare
Soch samajh kar dil ko uchhale
Bade bade dil yahaan bane hai nishana

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

Chup ke chup ke nain lada na
Nain lada kar dil ko lubhana
Dil ko lubha kar paas bulana
Paas bulaakar khud ghabarana
Tera bhi jawaab nahi waah

Khud ghabharakar aankh churana
Aankh churaa kar dil ko jalana
Dil ko jalaakar hosh bhulana
Hosh bhulakar majanu banana
In lailaao ka hai yah khel purana
Bachna zara yeh zamana
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara

lyricsbogie.com
Shokhi samajhe sharm o hayaa ko aap
Dawat samjhe naaz ada ko
In deewano ka kya kahena
Aankh bulaaye apani kazaa ko
Shokhi samajhe sharm o hayaa ko aap
Dawat samjhe naaz ada ko
In deewano ka kya kahena
Aankh bulaaye apani kazaa ko
Aur phir maage hamase harajana
Bachna zara yeh zamana
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa

Bachna zara yeh zamana hai bura
Kabhi meri gali mein na aanaa
Kabhi meri gali mein na aanaa
Bachna zara.

Bachna Zara Yeh Zamana Hai Bura Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.