बड़े दिन हुए Bade Din Huye Lyrics

in

बड़े दिन हुए – Hindi Lyrics of Bade Din Huye (Hindi Song) is sung by Armaan Malik. Bade Din Huye is a Love song, composed by Amaal Mallik, with lyrics written by Rashmi Virag.

"Bade Din Huye" Song Details:

Label: DRJ Records
Singer(s):Armaan Malik
Lyricist(s):Rashmi Virag
Music Director(s):Amaal Mallik
Genre(s):Love
Music Label:© DRJ Records

Bade Din Huye Lyrics – Armaan Malik

Zindagi Tu Theher Jaa Saans Lene De Mujhko
Bas Abhi To Mohabbat Hai Hui
Khwaab Jo Dekhta Tha Jisko Main Dhoondhta Tha
Wo Meri Ab Haqeeqat Ban Gayi

Abhi Gaur Se Usey Dekh Paaya Nahi
Kehna Tha Jo Usey Keh Bhi Paaya Nahi

Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah Mera Dil Ye Aaya Nahi
Bade Din Hue Kuch Is Tarah Main Muskuraya Nahi
Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah Mera Dil Ye Aaya Nahi
Bade Din Hue Kuch Is Tarah Main Muskuraya Nahi

Dekhte He Tumhe Jeene Lagta Hoon Main
Khud Se Zyada Fikar Teri Karne Lagta Hoon Main
Mere Khuda Karoon Tera Main Shukriya
Tune Wo Diya Jo Main Soch Paaya Nahi

Itna Sukoon Laaya Hai Tu Pehle Kyon Aaya Nahi
Bade Din Hue Kuch Is Tarah Main Muskuraya Nahi

Zindagi Tu Yahaan Se Mud Ke Peeche Na Jana
Mujhko Manzil Meri Hai Mil Gayi
Tujhko Pehle Se Behtar Main Samajhne Laga Hoon
Jab Se Wo Meri Duniya Ban Gayi

Isie Rakh Loon Main Sabse Chupa Kar Kahin
Kisi Aur Ke Baare Mein Sochon Nahi
Itna Yaqeen Kisi Aur Pe Mere Dil Ko Aaya Nahi
Bade Din Hue Kuch Is Tarah Main Muskuraya Nahi

Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah Mera Dil Ye Aaya Nahi
Bade Din Hue Kuch Is Tarah Main Muskuraya Nahi

जिंदगी तू ठहर जा सांस लेने दे मुझको
बस अभी तो मोहब्बत है हुई
ख्वाब जो देखता था जिसको मैं ढूंढता था
वो मेरी अब हकीकत बन गई

अभी गौर से उसे देख पाया नहीं
कहना था जो उसे कहा भी पाया नहीं

किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं
किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

देखते हैं वह तुम्हें जीने लगता हूं मैं
खुद से ज्यादा फिक्र तेरी करने लगता हूं मैं
मेरे खुदा करूं तेरा मैं शुक्रिया
तूने वो दिया जो मैं सोच पाया नहीं

इतना सुकून लाया है तू पहले क्यों आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

जिंदगी तू यहां से मुड़ के पीछे ना जाना
मुझको मंजिल मेरी है मिल गई
तुझको पहले से बेहतर मैं समझने लगा हूं
जब से वो मेरी दुनिया बन गई

इसे रख लूं मैं सबसे छुपा कर कहि
किसी और के बारे में सोचो नहीं
इतना यकीन किसी और पे मेरे दिल को आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

किसी और पे कभी इस तरह मेरा दिल ये आया नहीं
बड़े दिन हुए कुछ इस तरह मैं मुस्कुराया नहीं

Bade Din Huye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *