Bambai Se Aaya Mera Dost Lyrics

in

"Bambai Se Aaya Mera Dost" Song Details:

Movie: Aap Ki Khatir (1977)
Singer(s):Bappi Lahiri
Lyricist(s):Shaily Shailender
Composer(s):Bappi Lahiri
Music Director(s):Bappi Lahiri
Genre(s):Playful
Director(s):Sudhendu Roy
Music Label:© Saregama
Starring:Vinod Khanna, Rekha, Nadira, Tarun Ghosh
Release on:7th June, 1977

Bambai Se Aaya Mera Dost Lyrics – Bappi Lahiri

lyricsbogie.com
Bambai se aaya mera dost
Dost ko salam karo
Rat ko khao piyo
Din ko aram karo
Bambai se aaya mera dost
Dost ko salam karo
Rat ko khao piyo, din ko aram karo
Vaah vaah vaah vaah vaah vaah
Vaah vaah vaah vaah vaah

Sab milake naacho gaao
Chhutti hai mauj manaao
Sab milake naacho gaao
Chhutti hai mauj manaao
Are are sab milake naacho gaao
Chhutti hai mauj manao
Sab milake naacho gaao
Chhutti hai mauj manaao
Bambai se aaya mera dost
Dost ko salam karo
Rat ko khao piyo
din ko aram karo
Vaah vaah vaah vaah vaah vaah
Vaah vaah vaah vaah vaah

Gaye raajaa mahaaraaja
Ab sab tujha maajhaa
Gaye raajaa mahaaraaja
Ab sab tujha maajhaa
Are are milake bajaao baajaa
Halavaa khaao taajaa
Milake bajaao baajaa
Halavaa khaao taajaa
Sabhi amir bano
Garibi dur karo
Raat ko khaao piyo
Din ko aaraam karo
Bambai se aaya mera dost
Dost ko salam karo
Rat ko khao piyo
Din ko aram karo
Vaah vaah vaah vaah vaah
Vaah vaah vaah vaah vaah vaah

Ab naa koi ho kadaka
Naa koi paise wala
Ab naa koi ho kadaka
Naa koi paise wala
Are are naachege sab milake
Jijaa ho yaa saalaa
Naachege sab milake
Jijaa ho yaa saalaa
Chhodo kaale dhandhe
Safed kaam karo
Raat ko khaao piyo,
Din ko aaraam karo
Bambai se aayaa mera dost,
Dost ko salam karo
Rat ko khao piyo
Din ko aram karo
Bambai se aaya mera dost
Dost ko salam karo.

Bambai Se Aaya Mera Dost Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.