Bechain Hai He He Lyrics

in

"Bechain Hai He He" Song Details:

Movie: Haar Jeet
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mubarak Begum
Lyricist(s):Aziz Kashmiri
Composer(s):Shiv Dayal Batish
Music Director(s):Shiv Dayal Batish
Genre(s):Playful
Director(s):Jaggi Rampal
Music Label:© Saregama
Starring:Shyama, Suresh, Hiralal, Madan Puri, Shyamlal, Baij Sharma, Amar, Sunder, Manorama

Bechain Hai He He Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mubarak Begum

Bechain hai he he
Betaab hai ho ho
Bechain hai he he
Betaab hai ho ho
Is dil ka fasana sun le
Zaalam hai zamana sun le
Mere dil ko thaamna
Aa sajaniya aa
Bechain hai he he
Betaab hai ho ho

Aankhon aankhon mein
Fasana keh gaye
Dekhne waale
Tadap kar reh gaya
Ho ho tadap kar reh gaye

lyricsbogie.com
Chhota sa fasana sun le
Zaalim hai zamana sun le
Mere dil ko thaamna
Aa sajaniya aa
Bechain hai he he
Betaab hai ho ho

Jhoothhi kahaniya
Hamko sunaao na
Bigde huon ki yaad dilaao na
Yaad dilaao na
Aa aa aa aa aaja
Aa aa aa aa aaja
Aaja tu aaja ik dil mera dil
Haaye dil ka fasana sun le
Zaalam hai zamana sun le
Mere dil ko thaamna
Aa sajaniya aa
Bechain hai he he
Betaab hai ho ho

Tum jo dekhoge to duniya
Phir jawaan ho jaayegi
Aa tum jo roothhoge
To duniya benisaan
Ho be nisaan ho jaayegi
Ho be nisaan ho jaayegi
Aa aa aa aa aaja
Aa aa aa aa aaja
Ik dil mera dil
Haaye dil ka fasana sun le
Zaalam hai zamana sun le
Mere dil ko thaamna
Aa sajaniya aa
Bechain hai he he
Betaab hai ho ho.

Bechain Hai He He Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.