Bedard Zamana Are Lyrics

in

"Bedard Zamana Are" Song Details:

Movie: Geet (1944)
Singer(s):Nirmala Devi, Shahu Modak
Composer(s):Naushad Ali
Music Director(s):Naushad Ali
Genre(s):Sad
Director(s):S.U. Sunny
Music Label:© Columbia Records
Starring:Shahu Modak, Nirmala, Amir Ali, Zahid Ali, Shakir Ali, A. Shah, Chanda

Bedard Zamana Are Lyrics – Nirmala Devi, Shahu Modak

Bedard zamana are
Bedard zamana
Mere dil ki duniya hai
Tum duniya rachana
Tum duniya rachana

Do ek jalak kabhi
Ban ban ek dhare
Roke hai jaise
Unki raho ke ishare
Ham ishq ki baji
Kabhi jite kabhi hare
Gate bhi rahe phir bhi
Mohabbat ka tarana
Ye dil ki duniya hai
Yaha dil dil na fasan
Tum dil na lagana
Rut kitni suhani hai
Ghata jhumti hai

Kuch dil ki tarah
Mast hawa jhumati hai
Hansti hui kaliyo ke
Kadam chum rahi hai
Aise mein koi dard
Bhara geet sunana
Mere dil ki duniya hai
Tum duniya rachana
Tum duniya rachana

Biti huyi raato ko jara
Phir se bhulakar
Vo prem ki bate kabhi
Hanskar kabhi gakar
In mast nigaho ko
In mast nigaho ko
Nigaho se milakar
Ik teeer kalejhe pe aur chalana
Dokhe ki ye duniya hai
Yahan dil na lagana
Tum dil na lagana

lyricsbogie.com
Zinda hu apni kasame
Tamanna ke sahare
Dube nahi ab tak
Meri aasha ke tare
Ummid ke toofan
Mohabbat ke kinare
Tum chaho to ho jayega
Mera bhi tikana
Dokhe ki ye duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana

Bedard zamana
Are bedard zamana
Dokhe ki ye duniya hai
Yaha dil na lagana
Tum dil na lagana.

Bedard Zamana Are Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.