Bewafa Lyrics

in

"Bewafa" Song Details:

Album/Label: Teri Soorat (1999)
Singer(s):Shehzad Roy

Bewafa Lyrics – Shehzad Roy

Kya yehi thi teri dosti
Do qadam bhi na tu chal saki
Kya yehi thi teri dosti
Do qadam bhi na tu chal saki

Jhooti rasmon se
Jhooti qasmon se
Tune rusva zamaane mein
Pyar ko kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya

Tujhpe kya kya
Mujhe maan tha
Aik tera hi
Armaan tha
Tujhpe kya kya
Mujhe maan tha
Aik tera hi
Armaan tha

Thi yeh meri khata
Jaan ke bewafa
Maine phir bhi tera
Intezar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiye..ho..ho..ho..

Teri chahat
Mujhe na mili
Kaisi hoti hai
Dil ki lagi
Teri chahat
Mujhe na mili
Kesi hoti hai
Dil ki lagi

Mainay jaana yehi
Kya buri kya bhali
Is mohabbat mein dil
Beqarar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya

Phir bhi tujh se
Kiya na gila
Bujh gaya
Arzoo ka diya

lyricsbogie.com
Phir bhi tujh se
Kiya na gila
Bujh gaya
Arzoo ka diya
Socha mainay tha kya
Kya hua kya mila

Waqt ne mujh pe jaane
Yeh waar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya

Kya yehi thi teri dosti
Do qadam bhi na tu chal saki
Kya yehi thi teri dosti
Do qadam bhi na tu chal saki

Jhooti rasmon se
Jhooti qasmon se
Tunay rusva zamaane mein
Pyar ko kiya

Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya
Tere waadon ka maine
Aitbaar kyun kiya.

Bewafa Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.