Bhari Sabha Mein Lyrics

in

"Bhari Sabha Mein" Song Details:

Movie: Pawan Putra Hanuman (1957)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Saraswati Kumar Deepak
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Bhakti
Director(s):Babubhai Mistri
Music Label:© Saregama
Starring:S. N. Tripathi, Mahipal, Anita Guha, B. M. Vyas, Krishan Kumari, Amirbai Karnataki

Bhari Sabha Mein Lyrics – Mohammed Rafi

Bhari sabha mein ram
Bhakt ki hoti aaj hansai
Bhakt dare kyu duniya se jab
Ram hai uske sahai
Mahima aparampar ram ki
Mahima aprampar
Mahima aparampar ram ki
Mahima aprampar
Jab jab sunte karun pukar
Aate pal mein karunadhar
Ram ki mahima aparampar

Balpane mein vishwamitra ke
Saath chale raghurai
Ek teer se mar giraya jabhi tadka aayi
Rakhwale ban gaye karipalu
Aghay bhumi ke dawar
Ram ki mahima aparampar
Mahima aparampar ram ki
Mahima aparampar

Patthar ban kar padi ahilya
Shrap pati ka paya
Din bhandu ne charan dhul se
Uska shrap mitaya
Sati ahilya ko bhagawan ne
Pal mein diya ubar
Ram ki mahima aparampar
Mahima aparampar ram ki
Mahima aparampar

Jab hua sita swayamwar
Door se aaye dhanurdhar
Har kar baithe sabhi shiv ke
Dhanush ko chhod ke
Akad mein lankesh aaya
Dhanush uspe uth na paya
Ram ne tab rakh diya pal mein
Dhanush ko tod ke
Magan ho gayi mithala nagari
Magan ho gayi mithala nagari
Hui suman bauchhar
Ram ki mahima aparampar
Mahima aparampar ram ki
Mahima aparampar

Bholi bhali shabari ne
Chakh chakh kar ber jhutaye
Ber prem ke ber ber
Shri ramchandra ne khaye
Bhole bhagawan bhed bhaw ka
Karte kaha vichar
Ram ki mahima aparampar
Mahima aparampar ram ki
Mahima aparampar

lyricsbogie.com
Bhakto ke rakhwale bhagawan
Meri aan nibhao
Bhakto ke rakhwale bhagawan
Meri aan nibhao
Mann mandir ke swami mere
Mann mein darsh dikhao
Mann mein darsh dikhao
Jai jai shri ram

Ho raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram.

Bhari Sabha Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.