Bhavi Badi Prabal Hoti Lyrics

in

"Bhavi Badi Prabal Hoti" Song Details:

Movie: Balram Shri Krishna (1968)
Singer(s):Mahendra Kapoor
Lyricist(s):Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Composer(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s):Bhakti
Director(s):Chandrakant
Music Label:© Saregama
Starring:Dara Singh Randhawa, Savitri, Shahu Modak, Gitanjali, Premnath, Jayashree Gadkar, Aruna Irani

Bhavi Badi Prabal Hoti Lyrics – Mahendra Kapoor

Bhavi badi prabal hoti
Is par na kisi ka jor chale
Isliye ho vivash dwarika
Bhish yudh ki aur chale
Kya karte govind mhabharat tha
Desh ke bhag mein
Kud pade korav pandav
Ek vivash dhadkati aag mein

Bhagwan krishan ko apna
Vachan nibhana pada
Do bhinay disha mein
Bhaiyo ko jana pada
Bhaiyo ko jana pada
Bhagwan krishan ko apna
Vachan nibhana pada
Do bhinay disha mein
Bhaiyo ko jana pada
He badrinath jai jai
Kalyan karo bhagwan
He badrinath jai jai
Kalyan karo bhagwan

He rameshvar jai jai
Beda par karo bhagwan
Kya hua ran me kya batlaye
Lakho dulhne huyi vidhvaye
Kya hua ran me kya batlaye
Lakho dulhne huyi vidhvaye
Jab bet ki chitaye jali to
Jab bet ki chitaye jali to
Royi koti koti mataye

Chup chap parbhu ko
Ye bhi dukh uthana pada
Do bhinay disha mein
Bhaiyo ko jana pada
He matsyavar jai jai
Om shanti shanti shanti
He kurma avtar jai jai
Om shanti shanti shanti
Barha avtar jai jai
Om shanti shanti shanti
Nar singar avtar jai jai
Om shanti shanti shanti

lyricsbogie.com
Hge bhavna avtar jai jai
Om shanti shanti shanti
He parbhu parshuram jai jai
Om shanti shanti shanti
He raghukul ke ram jai jia
Om shanti shanti shanti

Ugha shanti ka suray dharti par
Parkata punay partap
Jagi dharam ki jyoti jagat mein
Hua pa ka nash
Satay hua sapna hal dhar ka
Hua hari ka
Jai jai jai shri krishan janadan
Jai jai jai shri ram.

Bhavi Badi Prabal Hoti Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.