Bhoot Raja Bahar Lyrics

in

"Bhoot Raja Bahar" Song Details:

Movie: Chacha Bhatija (1977)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Playful
Director(s):Manmohan Desai
Music Label:© Polydor Records
Starring:Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogeeta Bali
Release on:9th July, 1977

Bhoot Raja Bahar Lyrics – Asha Bhosle

lyricsbogie.com
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja
Sidhi tarah se man ja nahi to
Main baja dungi tera band baja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja
Sidhi tarah se man ja nahi to
Main baja dungi tera band baja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja

Lato ke bhut bato se nahi mante
Juto ke shokin se
Hatho se nahi mante
Aaja raja nahi aayega to
Mar khayega
Aaja raja nahi aayega to
Mar khayega
Din hai abhi ke raat raat
Jeet teri ke maut mat
Juta pad ke lat lat
Ek do teen char panch char sat
Bas bas pure hone do das
Sidhi tarah se man ja nahi to
Main baja dungi tera band baja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja

Tujhko pasand ho to
Sar pe maur danda
Garmi ka hai mausam
Tujhko karu thanda
Aaja raja nahi aayega to
Mar khayega
Aaja raja nahi aayega to
Mar khayega
Chup bhi ke shor shor
Mar hai ye ke chor chor
Sach hai ya ke aur aur
Ek do teen char panch char sat
Bas bas pure hone do das
Roti kyu hai has
Sidhi tarah se man ja nahi to
Main baja dungi tera band baja
Bhoot raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja
Bhut raja bahar aaja
Aaja ho aaja bahar aaja

Kaisa jakda shikanje mein
Ye ab hai mere panje mein
Kaisa jakda shikanje mein
Ye ab hai mere panje mein
Bol tu ise kyu satata hai
Maine nahi isne mujhe
Beghar banaya hai.

Bhoot Raja Bahar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.