Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics

in

"Bikhre Hain Sare Khwab" Song Details:

Movie: Dil Ke Qareeb (1987)
Singer(s):Penaz Masani
Composer(s):Penaz Masani
Music Director(s):Penaz Masani
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Universal Music
Release on:1st January, 1987

Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics – Penaz Masani

lyricsbogie.com
Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah
Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah
Thehra hua hain
Waqt siyaraat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Udata hain mujhko dekh ke
Deewaro ka rang
Udata hain mujhko dekh ke
Deewaro ka rang
Badala hua hain
Shehar bhi haalat ki tarah
Badala hua hain
Shehar bhi haalat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Raaho mein jaane
Kitane zamano ka ajs hain
Raaho mein jaane
Kitane zamano ka ajs hain
Sadiya hain mere
Samane lamhaat ki tarah
Sadiya hain mere
Samane lamhaat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Aandhi guzar chuki hain
Magar kis ko doon sada
Aandhi guzar chuki hain
Magar kis ko doon sada
Har sheh bikhar gayi hain
Mere saath ki tarah
Har sheh bikhar gayi hain
Mere saath ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Rashiq kaha pe laayi hain
Phoolo ki aarzoo
Rashiq kaha pe laayi hain
Phoolo ki aarzoo
Patthar bhi ab azizi hain
Augaat ki tarah
Patthar bhi ab azizi hain
Augaat ki tarah
Bikhre hain sare
Khwab khayalat ki tarah
Thehra hua hain
Waqt siyaraat ki tarah
Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah.

Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.