Bin Taake Na Maro More Raja Lyrics – Khursheed Bano
English
Bin taake na maro more raja
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake na maro more raja
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake
lyricsbogie.com
Dil mein utar gayi tirchhi nazariyaDil mein utar gayi tirchhi nazariya
Hook uthat hai na maro sanwariya
Kalejwa mein hook uthat hai
Na maro sanwariya
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake na maro more raja
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake
Tumhare teer nazar se mushqil hai
Tumhare teer nazar se mushqil hai
Tadapti hoti hai dil hai
Tadapti hoti hai dil hai
Dil mein utar gayi tirchhi nazariya
Dil mein utar gayi tirchhi nazariya
Hook uthat hai na maro sanwariya
Kalejwa mein hook uthat hai
Na maro sanwariya
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake na maro more raja
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake na maro more raja
Kalejwa mein naino ke baan
Bin taake na maro more raja.