Biwi To Ghar Ki Rani Hai Lyrics

in

"Biwi To Ghar Ki Rani Hai" Song Details:

Movie: Mother 98 (1999)
Singer(s):Altaf Raja
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s):Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s):Dance
Director(s):Saawan Kumar Tak
Music Label:© Polygram Records
Starring:Rekha, Jeetendra, Randhir Kapoor, Rakesh Roshan, Shashikala, Shobha Khote, Nishigandha, Prabha Sinha, Fatima Sheikh, Mushtaq Khan, Dinesh Hingoo, Altaf Raja, Sanober Kabir, Rahat Khan

Biwi To Ghar Ki Rani Hai Lyrics – Altaf Raja

Biwi to ghar ki rani hai
Biwi se vansh chalate hai
Sautan ko jo apnate hai
Khud aag wo ghar mein lagate hai
Sautan to zaher hai jeevan ka
Ye achhe log shikhate hai
Balle balle o yaara balle balle
Biwi to ghar ki rani hai
Biwi se vansh chalate hai
Sautan ko jo apnate hai
Khud aag wo ghar mein lagate hai
Sautan to zaher hai jeevan ka
Ye achhe log shikhate hai
Balle balle o yaara balle balle

Ho jise duniya sautan kehti hai
Wo do nambar ka rista hai
Balle balle o yaara balle balle
Jise kaale dhan ki tarah
Sabki nazaro se chhupaya jata hai
Biwi na pakadle ye rista
Balle balle o yaara balle balle
Biwi na pakadle ye rista
Ye soch ke dil ghabhrata hai
Sautan ko bhi malum nahi
Saajan kaha aate jate hai
Balle balle o yaara balle balle
Biwi to ghar ki rani hai
Biwi se vansh chalate hai
Sautan ko jo apnate hai
Khud aag wo ghar mein lagate hai
Sautan to zaher hai jeevan ka
Ye achhe log shikhate hai
Balle balle o yaara balle balle

lyricsbogie.com
Har roj nai sapno ki tarah
Badle hai chahat saajan ki
Balle balle o yaara balle balle
Biwi se pyar nibhate hai
Marte hai ada pe sautan ki
Par sautan ko bhi khabar kaha
Balle balle o yaara balle balle
Par sautan ko bhi khabar kaha
Dil paapi hai inke mann ki
Kuch mard bade hi chalu hai
Chau tarfa jaal bichhate hai
Balle balle o yaara balle balle
Biwi to ghar ki rani hai
Biwi se vansh chalate hai
Sautan ko jo apnate hai
Khud aag wo ghar mein lagate hai
Sautan to zaher hai jeevan ka
Ye achhe log shikhate hai
Balle balle o yaara balle balle

Sautan ke chakkar ko saajan
Chaahe laakh chhipaye hazaaro se
Balle balle o yaaraa balle balle
Lekin ye pakde jaate hai
Biwi ki tez nigaaho se
Biwi ki puchhatachh ka dhag
Balle balle o yaaraa balle balle
Biwi ki puchhatachh ka dhag
Kuch kam nahi thanedaro se
Biwi to pulis se badhakar hai
Ye pulis ke log batate hai
Balle balle o yaaraa balle balle
Biwi to ghar ki rani hai
Biwi se vansh chalate hai
Sautan ko jo apnate hai
Khud aag wo ghar mein lagate hai
Sautan to zaher hai jeevan ka
Ye achhe log shikhate hai
Balle balle o yaara balle balle
Balle balle o yaara balle balle
Balle balle o yaara balle balle
Balle balle o yaara balle balle
Balle balle o yaara balle balle.

Biwi To Ghar Ki Rani Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.