Bole Ban Ki Maina Lyrics

in

"Bole Ban Ki Maina" Song Details:

Movie: Anban (1944)
Singer(s):Amirbai Karnataki, G. M. Durrani
Lyricist(s):Pandit Madhur
Composer(s):Gyan Dutt
Music Director(s):Gyan Dutt
Genre(s):Playful
Director(s):Niren Lahiri
Music Label:© Columbia Records
Starring:Nargis, David Abraham Cheulkar, Gajanan Jagirdar, Shobhna Samarth, Pahadi Sanyal

Bole Ban Ki Maina Lyrics – Amirbai Karnataki, G. M. Durrani

lyricsbogie.com
Bole bole ban ki maina
Piya ka pyara naam
Bole ban ki maina
Piya ka pyara naam
Isi naam mein
Main padhhti hun
Ulfat ka paighaam
Haan ulfat ka paighaam
Bole ban ki maina
Piya ka pyara naam
Bole ban ki maina

Main saajan ki aake pinjre
Mein qaidi ho jaaun
Main saajan ki aake pinjre
Mein qaidi ho jaaun
Wo bole to main bhi bolun
Wo gaaye to gaaun
Wo bole to main bhi bolun
Wo gaaye to gaaun
Chhote se pinjre par donon
Duniya ka main kya jaanu
Bole ban ki maina
Piya ka pyara naam
Bole ban ki maina

Hothhon se main pyaas bujhau
Preet ka dana chugti jaaun
Hothhon se main pyaas bujhau
Preet ka dana chugti jaaun
Saajan mujhe pakadna chaahe
Main fauran ud jaaun
Saajan mujhe pakadna chaahe
Main fauran ud jaaun
Ud kar waapas aaun
Ud kar waapas aaun
Subah shaam is khel mein
Jaaye guzre raat tamaam
Haan guzre raat tamaam
Bole man ki maina
Haan bole haan bole
Haan bole bole
Haan bole bole
Bole man ki maina
Piya ka pyaara naam
Bole man ki maina.

Bole Ban Ki Maina Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *