बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics

in

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in Hindi (“बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के” हिंदी में) from the film Amaanat (1977), starring Manoj Kumar, Sadhana and Balraj Sahni in a lead role. The Hindi Sad song is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) and vocals were given by Asha Bhosle, while lyrics of “Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke” were penned by Sahir Ludhianvi.

"Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke" Song Details:

Movie: Amaanat (1977)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Sahir Ludhianvi
Composer(s):Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director(s):Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Genre(s):Sad
Director(s):Shatrujit Paul
Music Label:© Saregama
Starring:Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni
Release on:1st January, 1977

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics – Asha Bhosle

बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तमन्ना की थी
हार मिले कहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के

लिरिक्सबोगी.कॉम
बीती रूटों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक थे सब के सब थे हमारे
बीती रूटों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक थे सब के सब थे हमारे
आज मोहताज हैं सहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के

कल ज़िन्दगी थी अपनी सुख का तराना
मारने का ढूँढ़ते हैं आज हम बहाना
कल ज़िन्दगी थी अपनी सुख का तराना
मारने का ढूँढ़ते हैं आज हम बहाना
कैसे कैसे खेल हैं सितारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तमन्ना की थी
हार मिले कहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के.

Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke

lyricsbogie.com
Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Aaj mohtaaj hain sahaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke

Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kaise kaise khel hain sitaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke.

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.