Chahoonga Main Tujhe (Title Track) Lyrics

in

"Chahoonga Main Tujhe (Title Track)" Song Details:

Movie: Chahoonga Main Tujhe
Singer(s):Mohammed Aziz
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Romantic
Director(s):Kamal
Starring:Irfan Kamal, Niloo Kapoor, Alok Nath, Harish Patel, Shafi Inamdaar

Chahoonga Main Tujhe (Title Track) Lyrics – Mohammed Aziz

lyricsbogie.com
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga

Ana hai to mere piche ho
Mere piche chali ana
Ana hai to mere piche ho
Mere piche chali ana
Jana ho to jahaan marzi
Jahaan marzi chale jana hai
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jaati hai haye haye
Kisi ka ek pal bhi
Intezaar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga

Yad na karunga teera nam
Nahi lunga or sab dunga
Tujhe dil nahi dunga
Yad na karunga teera nam
Nahi lunga or sab dunga
Tujhe dil nahi dunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai
Jan kabhi tujhpe main
Nisaar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga.

Chahoonga Main Tujhe (Title Track) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.