Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics

in

"Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau" Song Details:

Movie: Charnon Ki Saugandh (1988)
Singer(s):Alka Yagnik, Kishore Kumar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Romantic
Director(s):K. Bapaiah
Music Label:© Shemaroo
Starring:Mithun Chakraborty, Amrita Singh, Nirupa Roy, Shakti Kapoor, Prem Chopra, Kader Khan, Raj Kiran, Shreeram Lagoo, Asrani
Release on:22nd April, 1988

Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics – Alka Yagnik, Kishore Kumar

Chal sair gulshan ki tujhko karau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba na baba main na aau

Aaj ka laaj kal kitni suhani rat hoti hai
Aasma pe taro ki barat hoti hai
Barat hoti hai
Chal din mein chal din mein
Chal din mein tare main tujhko dikhau

lyricsbogie.com
Na baba na baba na baba main na aau
Chal din mein tare main tujhko dikhau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau

Zindagi zindagi lele ke tere naam gujregi
Is tarah kaise bhala ye sham gujregi
Ye sham gujregi
Chal tujhko chal tujhko
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Na baba na baba main na aau
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau

Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Ye jaha wale hame milne nahi denge
Chal sath chal sath
Chal sath dariya mein main doob jau
Na baba na baba main na aau
Chal sath dariya mein main dub jau
Na baba na baba main na aau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba ha baba na baba ha baba
Na baba na baba main na aau.a

Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.