Chhalke Na Gham Ke Pyale Lyrics

in

"Chhalke Na Gham Ke Pyale" Song Details:

Movie: Surang (1953)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Shewan Rizvi
Composer(s):Shivram Krishna
Music Director(s):Shivram Krishna
Genre(s):Motivational
Director(s):Rajaram Vankudre Shantaram
Music Label:© Saregama
Starring:Shashikala, Sheila Ramani, Vinod Kumar, Chandrashekhar

Chhalke Na Gham Ke Pyale Lyrics – Lata Mangeshkar

lyricsbogie.com
Palko ki had se bahar aasu nikal na aaye
Kahde musfiro se manjil pe thahar jaye

Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja

Khusiyo mein mukuraya toh
Dukh mein bhi muskura
Dukh mein bhi muskura
Khusiyo mein mukuraya toh
Dukh mein bhi muskura
Dukh mein bhi muskura
Kanto se khelta hua gulshan se gujar ja
Ho gulshan se gujar ja
Kanto se khelta hua gulshan se gujar ja
Ho gulshan se gujar ja
Matwale o matwale jiye ja jiye ja
In aansuo ko piye ja piye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aansuo ko piye ja piye ja

Bahne lage na chhala koi dil ka fut ke
Dil ka fut ke
Bahne lage na chhala koi dil ka fut ke
Dil ka fut ke
Tare na gir pade kahi daman pe tut ke
Daman pe tut ke
Tare na gir pade kahi daman pe tut ke
Daman pe tut ke
Aaho se dil ke chale siye ja siye ja
Chhalke na gham ke pyale piye ja piye ja
In aasuo ko piye ja piye ja.

Chhalke Na Gham Ke Pyale Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.