Deewana Main Deewana (Title Track) Lyrics

in

"Deewana Main Deewana (Title Track)" Song Details:

Movie: Deewana Main Deewana (2013)
Singer(s):Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh
Lyricist(s):Maya Govind
Composer(s):Anand Raaj Anand
Music Director(s):Anand Raaj Anand
Genre(s):Love
Director(s):K. C. Bokadia
Music Label:© T-Series
Starring:Govinda, Priyanka Chopra, Kader Khan, Prem Chopra, Johnny Lever, Shakti Kapoor
Release on:1st February, 2013

Deewana Main Deewana (Title Track) Lyrics – Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh

Deewane rukte nahi
Aaye kitne mod
Kya achcha hai kya bura
Maine rab pe diya hai chhod

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana

lyricsbogie.com
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Ishq ka nagma gaate gaate
Khud se hua begana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana

Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Odeewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main ratte ratte
Khud se hui begani
Deewana

Odeewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewana deewana

Odil mein yaar ka naam likha
Nai kitaab banaai
Piyoon na paani darat hoon
Kahin naam nahi mit jaaye
Tu hi aashiqui hai
Tu hi bandigi hai
Tu hi zindagi hai mere yaara
Tere aa padu ke kalma padhu
Ke sajda karoon main dildaara
Rab hi ishq ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Rab hi ishq ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Ishq ka jab jalta chiraag
Aashiq ban jaaye patanga

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani

Ho
Katre mein woh dariya hai
Jo aalam ko dubo de
Zarre mein woh sehra hai
Jo deewana bana de
Aankhon ki teri
Ek hi chingaari bahut hai
Aankhon ki teri
Ek hi chingaari bahut hai
Tu dekh le jisko
Use deewana bana de
Aashiq se bane aashiq se sune
Farmaan woh rab ka hota hai
Humdam ke liye jaan jaaye agar
To ishq ka sadka hota hai

Odeewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main ratte ratte
Khud se hui begani

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana

Hodeewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana deewana
Deewana.

Deewana Main Deewana (Title Track) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.