Dekh Mohabbat Ka Dastoor Lyrics

in

"Dekh Mohabbat Ka Dastoor" Song Details:

Album/Label: Tu Hi Mera Dil Tu Hi Meri Jaan (1988)
Singer(s):Penaz Masani
Lyricist(s):Nasir Kazmi
Composer(s):O. P. Nayyar
Music Director(s):O. P. Nayyar
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Fontana International, Universal Music
Starring:Penaz Masani

Dekh Mohabbat Ka Dastoor Lyrics – Penaz Masani

Kuchh na kaha aur
Kuchh na suna
Dil mein reh gayi dil ki baat
Yaar ki nagari ko so door
Kaise kategi bhaari raat
Basti waalo se chhupkar
Ro lete hain pichhali raat
Sannato mein sunate hain
Suni sunaai koi baat
Phir jaade ki rut aayi
Chhote din aur lambi raat
Chhote din aur lambi raat

Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door

Tanha tanhaa phirate hain
Dil ki raat bhi benoor
Dost bichhadte jaate hain
Shokh liye jaata hain door
Dost bichhadte jaate hain
Shokh liye jaata hain door
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door

lyricsbogie.com
Hum apna gham bhul gaye
Aaj kise dekha majboor
Hum apna gham bhul gaye
Aaj kise dekha majboor
Dil ki dhadkan kehati hain
Aaj koi aayega zaroor
Dil ki dhadkan kehati hain
Aaj koi aayega zaroor
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door

Koshish nazim hain pyaare
Aage jo usko manzoor
Koshish nazim hain pyaare
Aage jo usko manzoor
Suraj doob chala naazir
Aur abhi manzil hain door
Suraj doob chala naazir
Aur abhi manzil hain door
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Dekh mohabbat ka dastoor
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door
Tu mujhse main tujhse door.

Dekh Mohabbat Ka Dastoor Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.