Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics

in

"Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana" Song Details:

Movie: Ghar Aakir Ghar Hai (1988)
Singer(s):Shabbir Kumar
Lyricist(s):B.S. Mahalwai
Composer(s):Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director(s):Roshanlal Nagrath (Roshan)
Genre(s):Sad
Director(s):Pawan Kumar
Music Label:© T-Series
Starring:Javed Khan, Neelam Mehra, Padma Khanna, Kamal Kapoor, Ramesh Deo, Rajesh Puri

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics – Shabbir Kumar

Waqt ki aandhi ke aage
Jhukte takhto taz
Waqt hansaye waqt rulaye
Sab kuch waqt ke hath

lyricsbogie.com
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana

Kitne armano se tune
Tha ye mahal banaya
Tha ye mahal banaya
Jisko apna samjha wohi
Kam na tere aaya
Kam na tere aaya
Bikhar gaye the sare sapne
Ujad gaya gharbar tera
Ujad gaya gharbar tera
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana

Jis bagiya ko sincha tune
Karta tha rakhwali
Karta tha rakhwali
Aaj tere hi samne uski
Bikhri dali dali
Bikhri dali dali
Patjhad aaya roye bulbul
Phool bhi huya gham sa
Phool bhi huya gham sa rai malik
Dekho aaya hain
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein raha
Na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana

Ab kahe pachhtaye hey tu
Karta tha mera mera
Karta tha mera mera
Uth gaya dana pani re
Panchhi kar le kahi basera
Kar le kahi basera
Is duniya mein kon hain kiska
Sab riste bekar
Riste bekar yaha to
Dekho aaya hain,
O dekho aaya hain
Kaisa zamana
Bhai bhai mein
Raha na aaj pyar
Dekho aaya hain
Kaisa zamana.

Dekho Aaya Hai Kaisa Zamana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.