Dhanya Dhanya Hai Lyrics

in

"Dhanya Dhanya Hai" Song Details:

Movie: Ram Vivah (1949)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Manna Dey
Lyricist(s):Moti B. A.
Composer(s):Shankar Rao Vyas
Music Director(s):Shankar Rao Vyas
Genre(s):Bhakti
Director(s):Prem Adib
Music Label:© Saregama
Starring:Prem Adib, Shobhana Samarth, Umakant, Ulhas, Yashodhara

Dhanya Dhanya Hai Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Manna Dey

Dhanya dhanya hai avadhpuri
Dhanya waha ki phoolwari
Jaha ram ne janam liya hai
Dhanya waha ke nar nari
Dhanya waha ke nar nari

Avadhpuri ke uttar disha
Dariyo ki dhara behti hai
Raja dashrath raj kare aur
Praja chain se rahti hai
Praja chain se rahti hai

lyricsbogie.com
Ann dhan se bhar pur ayodhya
Teen lok se hai nyari
Jaha ram ne janam liya hai
Dhanya waha ke nar nari
Dhanya waha ke nar nari

Chham chham karti chali kamini
Hai solah singar kiye
Aankho mein sansar liye
Hatho mein sundar har liye
Satvanti hai sabhi nariya
Sat par apne balihari
Jaha ram ne janam liya hai
Dhanya waha ke nar nari
Dhanya waha ke nar nari

Ram lakhan aur bharat
Shatru ghan
Char ratan hai raja ke
Jinme sabse bade ram hai
Pran pyare parja ke
Pran pyare parja ke
Ram liye dhanwan rakshaso ke
Marne ki hai bari
Jaha ram ne janam liya hai
Dhanya waha ke nar nari
Dhanya waha ke nar nari.

Dhanya Dhanya Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.