Dil-E-Nadaan Lyrics – Ayushmann Khurrana, Shweta Subram
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Aakhir is dard ki dawaa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Humko unse, wafaa ki hai umeed
Humko unse, wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Jaan tum par nisaar karta hoon
Jaan tum par nisaar karta hoon
Jaan tum par nisaar karta hoon
Main nahin jaanta duaan kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Maine maana ke kuchh nahin ghalib
Maine maana ke kuchh nahin ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai.