Dil Hai Zalim Lyrics

in

"Dil Hai Zalim" Song Details:

Movie: Awara Abdulla (1963)
Singer(s):Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lyricist(s):Asad Bhopali
Composer(s):Datta Naik
Music Director(s):Datta Naik
Genre(s):Romantic
Director(s):Tara Harish
Music Label:© Saregama
Starring:Dara Singh, Parveen Choudhary, Helen, Chandrashekhar Bhagwan

Dil Hai Zalim Lyrics – Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

Dil hai zalim nigaho ka mara
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya
Kya bharosha hai bolo tumhara
Kya bharosha hai bolo tumhara
Bechara jiya jiya diya na diya

Tumse mohabbat hum karte hai
Dil ki tamnna dil karta hai
Tumse mohabbat hum karte hai
Dil ki tamnna dil karta hai
Door bade na mushkil hai
Ab pas aake hi ji bharta hai
Jane duniya mein milna hamara
Jane duniya mein milna hamara
Kya bharosha hai bolo tumhara
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya

lyricsbogie.com
Aaj to hamko tum ji bharke
Apna najara kar lene do
Aaj to hamko tum ji bharke
Apna najara kar lene do
Pal do pal hi armano se
Dil ka daman bhar lene do
Kya khabar naam tune hamara
Kya khabar naam tune hamara
Dobara liya liya liya liya na liya
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya

Tum ho suraj hum hai shabnam
Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
Tum ho suraj hum hai shabnam
Tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
Aaj tumhare samne aake
Jitni khushi hai utna hi gum
Ye khuda jane hamne tumhara
Ye khuda jane hamne tumhara
Najar kiya kiya kiya na kiya
Dil hai zalim nigaho ka mara
Bechara jiya jiya diya na diya
Kya bharosha hai bolo tumhara
Bechara jiya jiya diya na diya.

Dil Hai Zalim Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.