Dil Kya Jaan Bhi Lyrics

in

"Dil Kya Jaan Bhi" Song Details:

Movie: Aaj Ka Dada (1985)
Singer(s):S. P. Balasubrahmanyam, Vani Jairam
Lyricist(s):Brij Bihari
Composer(s):Ilaiyaraaja
Music Director(s):Ilaiyaraaja
Genre(s):Dance
Director(s):V.V. Guhanathan
Starring:Rajnikanth, Silk Smitha, Sridevi

Dil Kya Jaan Bhi Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam, Vani Jairam

lyricsbogie.com
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain

Main hoon jhakash
Fasa na mujhko
Kaise magar kosis karu
Main hoon jhakash
Solah baras ka
Kisi tarah baho mein aa
Kaise bharosha pyare
Ud jaaye kal yeh panchhi
Dil yeh dhak dhak
Bole kehta yeh man
Disco are janab ko
Aao disco pyar mein
Yun sikhaye aapko
Are nacho are gao
Dil mein yaar ko rehne do
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hainn
Are yeh kaisa hain
Jalwa nigahe yeh tauba
Are yeh kaisa hain
Jalwa nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain

Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hain teri kami
Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hain teri kami
Sine se lag jaaye re
Janam tu mere liye
Wada nibhaunga
Main sato janam
He mastane yeh deewane
He mastane yeh deewane
Baat ka kamal hain
Fasana re jani
Tere bas mein nahin hain
Yeh pyar ka jadu
Aankhon se na chhodo
Are pyar ki dekho botal todo
Na sama se darna babu
Are jalke na marna tu
Are samne na aana tu
Jaan ke na marna tu
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi tujh
Pe kurban hain.

Dil Kya Jaan Bhi Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.