Dilruba (Episode 4) Lyrics

in

"Dilruba (Episode 4)" Song Details:

TV Show: Coke Studio India - Season 1
Singer(s):Kailash Kher
Lyricist(s):Kailash Kher
Genre(s):Love
Release on:17th June, 2011

Dilruba (Episode 4) Lyrics – Kailash Kher

Ni sa sa ni sa sa ni re sa sa ni sa sa
Ni sa sa ni sa sa ni re sa sa ni sa sa

Main to tere pyaar
Mein diwana ho gaya
Main to tere pyaar
Mein diwana ho gaya
Dilruba.. Ye bataa..
Kya karoon.. Tere.. Siva
Main to tere pyaar
Mein diwana ho gaya
Main to tere pyaar
Mein diwana ho gaya

lyricsbogie.com
Ni sa sa ri ni sa sa ni
Sa sa ri ni ni ni ni ni sa

Dus ne lagee hai mujhe
Kyun ye tanhaai-yan
Har pal main dekhoon
Bus teri perchhaai-yan
Rab di kasam main to
Janaa tere pyaar mein
Sade mar jaaun per
Sahoon na judaai-yan
Jaan-e-jaan.. Mehrbaan…
Bin tere.. Jaaun kahaan
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya
Dilruba.. Ye bataa.. Kya
Karoon.. Tere.. Siva
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya

Ni sa sa ri ni sa sa ni
Sa sa ri ni ni ni ni ni sa

Khana nahin peena nahin
Tere intezaar mein
Rog ye anokhaa mila mujhe
Tere pyaar mein
Tarpoon mein tere bin
Ghari ghari pal
Uljhaake chhora too-ne
Isi roz jalim
Tu bataa.. Jaan-e-jaan..
Wastaa.. Pyaar kaa
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya

Dilruba.. Ye bataa..
Kya karoon.. Tere.. Siva
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya
Dilruba.. Ye bataa.. Kya
Karoon.. Tere.. Siva
Main to tere pyaar mein diwana ho-gaya
Main to tere pyaar mein
Diwana ho-gaya.

Dilruba (Episode 4) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.