Duniya Walon Ke Lyrics

in

"Duniya Walon Ke" Song Details:

Movie: Zindagi Aur Maut (1965)
Singer(s):Manna Dey
Lyricist(s):Shakeel Badayuni
Composer(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s):Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Nisar Ahmad Ansari
Music Label:© Saregama
Starring:Pradeep Kumar, Faryal Manmohan, N A Ansari, Anwar Hussan, Nasreen

Duniya Walon Ke Lyrics – Manna Dey

Khat ka majmu bhap

leta hu lifafa dekhkar
Are khat ka majmu bhap
Leta hu lifafa dekhkar

lyricsbogie.com
Har hal dil ka main bata
Deta hu chehra dekhkar

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke muqaddar
Ki khabar rakhta hu

Dekh pyare mere kartab nahi aise waise
Teri pocket me hai chalis rupay
Chalis rupay do paise

Janeman main tere janeman main
Tere ghar war ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ap maidam hai bahut nek bahut hi sada
Apki umar nahi solah baras

Nahi solah baras se jyada
Apke sath apke sath me

Sohar ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Teri muchho ke ye kate
Jo khiche rahte hai

Inme har waqt sawa no hi
Sawa no hi baje rahte hai

Bina ghadiyal babu baina
Ghadiyal ghadi ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu.

Duniya Walon Ke Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.