Ek Anokha Gham Lyrics

in

"Ek Anokha Gham" Song Details:

Movie: Nadaan (1943)
Singer(s):Noor Jehan
Lyricist(s):Zia Sarhadi
Composer(s):Kaushik Dutta
Music Director(s):Kaushik Dutta
Genre(s):Sad
Starring:Aman, Jehan, Masood

Ek Anokha Gham Lyrics – Noor Jehan

Ek anokha gham
Ek anokha gham,
Anokhi si musibat ho gayi
Haye ek anokha gham
Anokhi si musibat ho gayi
Jin ko dekha tak nahin
Un se muhabbat ho gayi
Jin ko dekha tak nahin
Un se muhabbat ho gayi
Haye ek anokha gham

lyricsbogie.com
Khaak hain dil ko chale
Jaane kaa gham to raat din
Khaak hain dil ko chale
Jaane kaa gham to raat din
Jab se aai hai jawaani
Ek musibat ho gayi
Jab se aai hai jawaani
Ek musibat ho gayi
Haye, ek anokha gham
Anokhi si musibat ho gayi

Pahale wo haalat ki
Agaaro pe hum chal diye
Pahale wo haalat ki
Agaaro pe hum chal diye
Ab zamana ham pe
Hasta hain yeh haalat ho gai
Haye ek anokha gham
Anokhi si musibat ho gayi.

Ek Anokha Gham Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.