Ek Baar Muskurado Lyrics

in

"Ek Baar Muskurado" Song Details:

Album/Label: Awargi Mein Had Se
Singer(s):Munni Begum
Composer(s):Munni Begum
Music Director(s):Munni Begum
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Times Music
Release on:15th April, 2013

Ek Baar Muskurado Lyrics – Munni Begum

Firdaus jhoom uthay
Fiza muskura uthay
Tum muskura utho toh
Khuda muskura uthay

Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do

Afsana-e-chaman ka
Unwaan hi badal do
Phoolon ka sar kuchal do
Kaliyon ka dil masal do
Aakash ki jawani
Baadal main moun chupaye
Mahtaab doob jaye
Taaron ko neend aye
Zohrajabeen pari rukh
Kamseen iman ho anjum
Ankhain sharaab aaheen
Jazbaat nay talatun
Hiltee hui labon par
Hansta hua tarana
Aye dil nawaz paidal
Khatir main hai zamana
Lab haye ahmaree per
Nikhree hui hai laalee
Yeh halki halki surkhi
Tasveer hai shafaq ki
Awara shokh zulfain
Rukhsaar choomti hain
Rukhsaar choomti hain
Baykhud hain ghoomti hain
Ho zist ka sahara
Tum mauj main kinara
Lekin suna khuda-ra
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do zulmi
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do

Ek naujawan musafir
Fitrat kala ubalee
Ek aalam-e-junoon main
Ek simt jaa raha tha
Jaisay keh apnay dhun main
Parbat pey chal raha tha
Zulfain keh muntasharfeen
Chehray sai muz-mail tha
Nazrain kehraahtee theen
Ek na shikast dil tha
Maazi ki ghoongaton main
Ek aks paa raha thaa
Guzra hua zamana
Phir yaad araha thaa
Armaan tarap rahay thay
Hasrat machal rahee theen
Betaab zindagani
Karwat badal rahi theeee

Gin gin taaray
Haye bechari
Gin gin taaray
Haye bechari

Chaen na aye
Ji ghabraye
Dekh toh kya hai
Kaun basa hai

Deeda-e-tarmi
Nich-e-nazarmi
Shisha-e-dinmi
Ankh ki tilmi

Dil ko jalana
Khel hai jaana
Dil ko jala kar
Aag laga kar
Khud bhi jalo gay
Haath malo gay

lyricsbogie.com
Tum sham-e-farozan ho
Khud bhi jalo jala do lekin
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do zulmi
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do

Tum jaana-e-muda’a ho
Ek husn-e-dil ruba ho
Itna toh main kahoonga
Meri hi iss ghazal ka
Rangeen kaafiyan ho
Ek baat tum sai poochoon
Bolo jawaab dogi
Yeh husn yeh jawani
Sarkaar kya karogi
Hoton ki muskurahat
Becho khareed loonga
Manzoor ho toh bolo
Anmol daam doonga lekin
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do
Ek baar muskura do.

Ek Baar Muskurado Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.