Ek Dil Mera Kanwara Lyrics

in

"Ek Dil Mera Kanwara" Song Details:

Movie: Bhai Ka Dushman Bhai (1986)
Singer(s):Jatin Pandit, Vijeta Pandit
Lyricist(s):Anjaan
Composer(s):Jatin Pandit, Mandheer Pandit
Music Director(s):Jatin Pandit, Mandheer Pandit
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Sudesh Issar
Music Label:© T-Series
Starring:Puneet Issar, Amjad Khan, Raza Murad, Suresh Oberoi, Rameshwari, Rajni Sharma

Ek Dil Mera Kanwara Lyrics – Jatin Pandit, Vijeta Pandit

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Dil hoke jawan ye kahin
Khone ke pe majbur hain
Duniya ka ho kuch bhi chalan
Ye dil ka dastur hain
Hum dubein nashe mein
Dil masti mein ye choor hain
Aise mein tu jo bhi kahein
Mujhko woh manjoor hian
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Dil lehi liya yo
Dil wapas na karna sanam
Tumse kabhi hoke juda
Zinda rahenge na hum
Jaan jaaye to kyaa hain
Kabhi tutein na dil ki kasam
Ye zindagi rahe na rahein
Ye pyaar hoga na kam
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

lyricsbogie.com
Woh bhi kyaa ghadi thi
Mile hum tum kahin jab mile
Paagal huyi dhadkan jawan
Saanso mein kyaa ghul khile
To ab humein teri nayi
Chahat ke deepak jalein
Khabon ki ye duniya saji
Aankhoke palko tale
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya
Toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to
Ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha
Tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..

Ek Dil Mera Kanwara Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.