Ek Ladka Ghar Se Lyrics

in

"Ek Ladka Ghar Se" Song Details:

Movie: Khushboo (1954)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Lyricist(s):Gopal Singh Nepali
Composer(s):Shankar Lal
Music Director(s):Shankar Lal
Genre(s):Happy (Feel Good)
Music Label:© Saregama
Starring:Motilal, Shyama, Shakeela, Mumtaz, Moti Sagar

Ek Ladka Ghar Se Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki

Dono umar ke kachche the
Dil unka bilkul bachcha tha
Dono umar ke kachche the
Dil unka bilkul bachcha tha
Wo lakh bahane karte the
Par pyar unka sachcha tha
Dil unka bilkul bachcha tha

Aa gayi jawani ki aandhi
Aa gayi jawani ki aandhi
Bulbul bulbul fisal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki

Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Armano ki rangini mein
Wo hasne hasane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Dil mein pritam ka pyar basa
Sansar basane ko nikle
Wo hasne hasane ko nikle
Wo hasne hasane ko nikle

Phulo par titli udti thi
Phulo par titli udti thi
Unki bhi kali ek machal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki

Jab kabhi bahare aayengi
Dekhega jamana khidki se
Ladki manegi ladke se
Ladka manega ladki se
Jab kabhi bahare aayengi
Dekhega zamana khidki se
Ladki manegi ladke se
Ladka manega ladki se
Dekhega zamana khidki se
Dekhega zamana khidki se
Duniya mein preet aisi jodi
Duniya mein preet aisi jodi
Ek aur aur nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki
Ek ladka ghar se nikal gaya
Ek ladki ghar se nikal gayi
Duniya se dono dur chale
Dono ki duniya badal gayi
Ek ladka ek ladki.

Ek Ladka Ghar Se Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.