Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Lyrics

in

"Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada" Song Details:

Album/Label: Nasha (1999)
Singer(s):Pankaj Udhas
Composer(s):Pankaj Udhas
Music Director(s):Pankaj Udhas
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Universal Music
Starring:Pankaj Udhas
Release on:17th April, 1999

Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Lyrics – Pankaj Udhas

Teri nigaah se aisi sharaab pee maine
Teri nigaah se aisi sharaab pee maine
Ki phir na hosh ka dawa kiya kabhi maine
Woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi
Nigaahe yaar se paayi hai zindagi maine

Aye gham-e-zindagi
Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Main kahan jaaun hota nahi faisla
Main kahan jaaun hota nahi faisla
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

lyricsbogie.com
Ek taraf bam par koyi gulfam hai
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hai
Ek taraf bam par koyi gulfam hai
Ek taraf mehfile bada-o-jaam hai
Mera dono se hai kuch na kuch vaasta
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

Zindagi ek hai aur talabgar do
Jaan akeli magar jaan ke hakdaar do
Zindagi ek hai aur talabgar do
Jaan akeli magar jaan ke hakdaar do
Zindagi ek hai aur talabgar do
Jaan akeli magar jaan ke hakdaar do
Dil bata pehle kiska karu hak ada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

Is taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Is taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Is taaluk ko main kaise todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Mera dono se rishta hai nazdik ka
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada

Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Aye gham-e-zindagi kuch to de mashwara
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Main kahan jaaun hota nahi faisla
Main kahan jaaun hota nahi faisla
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada
Ek taraf uska ghar ek taraf maikada.

Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.