Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics

in

"Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se" Song Details:

Album/Label: Yaadon Ke Saaye (2009)
Singer(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Composer(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series
Starring:Nusrat Fateh Ali Khan
Release on:14th February, 2009

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics – Nusrat Fateh Ali Khan

Gale lipte hain woh bijli ke dar se
Gale lipte hain woh bijli ke dar se
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se
Illahee yeh ghata do din to barse

Faraib-e-aarzoo mein aa na jaaon
Faraib-e-aarzoo mein aa na jaaon
Na daikho tum mohabbat ki nazar se
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se

Na chaire humnashi rudaad-e-maazi
Na chaire humnashi rudaad-e-maazi
Baras jain gay toofan chashm-e-tar se
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se

Mere ghar aaj koi aa raha hai
Mere ghar aaj koi aa raha hai
Ilaahee aasmaan say noor barse
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se

lyricsbogie.com
Sarapa sher-o-naghma mah-o-bul ho
Sarapa sher-o-naghma mah-o-bul ho
Tumhein daikhe koi meri nazar se
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se

Qamar tum ko hum hee kuch jante hain
Qamar tum ko hum hee kuch jante hain
Nazar aate ho kaise motabar se
Illahee yeh ghata do din to barse
Gale lipte hain woh bijli ke dar se.

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *