Gali Gali Badnam Ho Gaya Lyrics

in

"Gali Gali Badnam Ho Gaya" Song Details:

Movie: Karamdaata (1986)
Singer(s):Shabbir Kumar
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):Anu Malik
Music Director(s):Anu Malik
Genre(s):Romantic
Director(s):Shashilal K. Nair
Music Label:© T-Series
Starring:Mithun Chakraborty, Shammi Kapoor, Amrita Singh, Shakti Kapoor
Release on:20th May, 1986

Gali Gali Badnam Ho Gaya Lyrics – Shabbir Kumar

Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Dekhu yahan dekhu wahan
Jaye nazar jaha jaha
Hamse na pucho dekha
Tumko kahan kaha
Kaha kaha kaha kaha
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya

Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Bulbul ki zindagi hain
Phoolo ki dal par
Driver ki zindagi hain
Motar ki chal par
Dil mera chal raha
Eingine ki tal par
Yado ki battry ko
Rakha sambhal kar
Tune o jane jigar mara
Wo teer e nazar
Tune o jane jigar mara
Wo teer e nazar
Main to khallas ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke
Metar dawn ho gaya

lyricsbogie.com
Pahli nazar mein dil
Mera iman se gaya
Aankho mein rang cha gaya
Is sham se gaya
Teri ada ki bat bhi
Itni si baat hain
Jo tu tujhko jan gaya
Wo jan se gaya
Wo jan se gaya
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat ki kahani
Mar jaunga tumhi par
Aye jane zindgani
Dohrayegi ye duniya
Ulfat ki kahani

Aankhe khuli rahengi
Marne ke baad meri
Tasveer hogi dil mein
Aakhir teri nishani
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mujhpe hain tera asar
Jane hain sara nagar
Mai to barbad ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke metar dawn ho gaya
Gali gali badnam ho gaya
Mere pyar ke metar dawn ho gaya.

Gali Gali Badnam Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.