Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics

in

"Gar Pyar Humara Sacha Hai" Song Details:

Movie: Tarzan In Fairyland (1968)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Shewan Rizvi
Composer(s):Jimmy, Prem Nath
Music Director(s):Jimmy, Prem Nath
Genre(s):Love
Director(s):Sushil Gupta
Music Label:© Saregama
Starring:Azad, Indira, Shyam Kumar, Amar Ram Kumar, Ram Mohan, Tripathi

Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics – Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Gar pyar hamara sacha
Har takat ko lalkarega
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega
Julm duniya me sada
Pyar pe hota raha
Parchame ishq magar
Ho ke uncha na jhuka
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Ishq mohabbat ke liye
Taaz aur taqt diye
Teer aur talwar chale
Vaar pe vaar chale
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Ha pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega

Kisaye kaid bhi sun
Jisko thi ishq ki dhun
Taar daman me na tha
Phul gulshan na tha
Dil ki murjai kali
Aarzoo dil ki jali
Marte marte na chuti
Haye laila ki gali
Ishq me ho ke fanna
Aisa diwana bana
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na hareg.

Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.