Gham Hai Ya Khushi Hai Tu Lyrics

in

"Gham Hai Ya Khushi Hai Tu" Song Details:

Album/Label: With Love (1996)
Singer(s):Ustad Ghulam Ali
Composer(s):Ustad Ghulam Ali
Music Director(s):Ustad Ghulam Ali
Genre(s):Ghazal

Gham Hai Ya Khushi Hai Tu Lyrics – Ustad Ghulam Ali

Aaj un rasto pe
Tanahi ki dhul udti hai
Jo tere nakshe kafe
Paak se saja karte the

Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Aafato ke daur mein
Aafato ke duar mein
Chilama ki ghadi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

lyricsbogie.com
Meri raat ka charag tu
Meri raat ka charag tu
Meri meri
Meri raat ka charag tu
Meri ummod bhi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Main khiza ki shaam hun
Main khiza ki shaam hun
Shaam hun
Main khiza ki shaam hun
Rut bahar ki hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Main khiza ki shaam hun
Rut bahar ki hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Dosto ke darmiyaa
Dosto ke darmiyaa
Dosto ke darmiyaa
Dosto ke darmiyaa
Bas ek dosti hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Meri saari umr bhi
Meri saari umr bhi
Meri saari umr bhi
Ek hi kami hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Main to wo nahi raha
Main to wo nahi raha
Main to wo nahi raha
Main to wo nahi raha
Ha magar wo hi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu

Nasir is dayar mein
Nasir is dayar mein
Dayar mein
Nasir is dayar mein
Nasir is dayar mein
Kitna ajnabi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu
Meri zindagi hai tu
Gham hai ya khushi hai tu.

Gham Hai Ya Khushi Hai Tu Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.