Gungunati Hai Hawa Phool Khile Lyrics

in

"Gungunati Hai Hawa Phool Khile" Song Details:

Album/Label: Kalaam-E-Mohabbat (1992)
Singer(s):Ustad Ghulam Ali
Lyricist(s):Sant Darshan Singh Ji Maharaj
Composer(s):Allauddin Khan
Music Director(s):Allauddin Khan
Genre(s):Ghazal
Music Label:© T-Series
Starring:Ghulam Ali

Gungunati Hai Hawa Phool Khile Lyrics – Ustad Ghulam Ali

Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Hans padi raat mahakate
Huye aanchal ke tale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale

Yu tamannaye chamak
Uthati hain dil me jaise
Yu tamannaye chamak
Uthati hain dil me jaise
Cheharae waqt pe rah
Rah ke koyi hath male
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale

lyricsbogie.com
Bachake taaro ki nigaho se
Gulo se chhup kar
Bachake taaro ki nigaho se
Gulo se chhup kar
Do nigaho ki
Mulakat huyi rat dhale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale

Rango kushbu se chhalakane
Laga mayakhanae dil
Rango kushbu se chhalakane
Laga mayakhanae dil
Sakiya jam chale
Jam chale jam chale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale

Aaj darshan naye
Andaaz se hai garme nava
Aaj darshan naye
Andaaz se hai garme nava
Usaki aawaj se
Nagmo ke ne dip jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale
Gun-gunati hai hawa
Phool khile deep jale.

Gungunati Hai Hawa Phool Khile Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.