Har Safar Mein Humsafar Lyrics – Sonu Nigam
Har Safar Mein Tu Humsafar Chahiye
Aankhein Meri Teri Nazar Chahiye
Teri Dhadkan Mein Mujhko Ghar Chahiye
Mannaton Mein Tu Umra Bhar Chahiye
Chheen Loon Tujhko Duniyan Se Main
Maang Loon Rab Se Yaara Tujhe
Hone Doon Na Kabhi Main Judaa Tujhe
Tujhse Hai Ishq Mujhko Bepanah
Tujhse Hai Ishq Mujhko Bepanah
Har Safar Mein Tu Humsafar Chahiye
Aankhein Meri Teri Nazar Chahiye
Sauda Ye Dil Ka Dil Se
Humne Kar Liya
Tujhe Paake Door Sabse
Khudko Kar Liya
Chahe Nuksaan Ho Ya Ho Nafaa
Karna Thha Jo Humne Kar Liya
Na Kisi Ki Karoon Parwaah Main
Behta Rahun Teri Hawaaon Mein
Tu Hi Har Pal Meri Duaaon Mein
Tujhse Hai Ishq Mujhko Bepanah
Tujhse Hai Ishq Mujhko Bepanah
Har Safar Mein Tu Humsafar Chahiye
Aankhein Meri Teri Nazar Chahiye
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
तेरी धड़कन में मुझको घर चाहिए
मन्नतों में तू उम्र भर चाहिए
छीन लूँ तुझको दुनिया से मैं
माँग लूँ रब से यारा तुझे
होने दूँ ना कभी मैं जुदा तुझे
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
सौदा ये दिल का दिल से
हमने कर लिया
तुझे पाके दूर सबसे
ख़ुद को कर लिया
चाहे नुक़सान हो या हो नफ़ा
करना था जो हमने कर लिया
ना किसी की करूँ परवाह मैं
बहता रहूँ तेरी हवाओं में
तू ही हर पल मेरी दुआओं में
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
