Hasino Ke Ankho Ke Lyrics – Asha Bhosle
Ke dore gulabi
Hasino ki aankho
Ke dore gulabi
Bana denge duniya
Ko ek din sharabi
Haye hasino ki
Aankho ke dore gulabi
Bana denge duniya
Ko ek din sharabi
Haye hasino ki
Aankho ke dore gulabi
Kaha ke shisha o sagar
Kaha ka paimana
Jo ek nazar tumhe
Dekhe bane wo diwana
Hai ek ek ada sau
Qayamato ka jawab
Hai ek ek ada sau
Qayamato ka jawab
Hasin aankh to apni
Jagha hai maykhana
Hasin aankh to apni
Jagha hai maykhana
Gajab dha raha hai ye
Gajab dha raha hai
Ye chehara kitabi
Gajab dha raha hai
Ye chehara kitabi
Bana denge duniya
Ko ek din sharabi
Bana denge duniya
Ko ek din sharabi
Haye hasino ki
Aankho ke dore gulabi
Hasino ki aankho
Ke dore gulabi
Nazar ne jab se kisi
Ka shabab dekha hai
Zami se chand ka gora
Jawab dekha hai
Aji bat to ye hai ke
Unki mehfil me
Aji bat to ye hai ke
Unki mehfil me
Jise bhi dekha hai khana
Kharab dekha hai
Jise bhi dekha hai khana
Kharab dekha hai
Qayamat se bhadkar haye
Qayamat se bhadkar
Hui hai kharabi
Qayamat se bhadkar
Hui hai kharabi
Bana denge duniya ko
Bana denge duniya ko
Ek din sharabi
Haye hasino ki
Aankho ke dore gulabi
Hasino ki aankho
Ke dore gulabi
Dore gulabi dore gulabi.