In Aankhon Ki Masti Lyrics

in

"In Aankhon Ki Masti" Song Details:

Movie: Umrao Jaan (1981)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Composer(s):Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s):Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s):Item Number
Director(s):Muzaffar Ali
Music Label:© Saregama
Starring:Rekha, Farooq Sheikh, Naseruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak
Release on:1st January, 1981

In Aankhon Ki Masti Lyrics – Asha Bhosle

Inn aankho ki masti ke
Inn aankho ki masti ke
Mastaane hajaaro hain
Mastaane hajaaro hain

lyricsbogie.com
Inn aankho se vabasta
Inn aankho se vabasta
Afsaane hajaaro hain
Afsaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke

Ek tum hi nahi tanha aah aah
Ek tum hi nahi tanha
Ulfat me meri rusva
Ulfat me meri rusva
Iss shaher me tum jaise
Iss shaher me tum jaise
Deewane hajaaro hain
Deewane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke
Mastaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti
Ke aah aah aah

Ek sirf hami mai
Ko ek sirf hami
Ek sirf hami mai ko
Aankho se pilaate hain
Aankho se pilaate hain
Kehne ko toh duniya me
Kehne ko toh duniya me
Maikhaane hajaaro hain
Maikhaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke
Mastaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke

Iss shamme faroja ko aah aah
Iss shamme faroja ko
Aandhi se daraate ho
Aandhi se daraate ho
Iss shamme faroja ke
Iss shamme faroja ke
Parwaane hajaaro hain
Parwaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke
Mastaane hajaaro hain
Inn aankho se vabasta
Afsaane hajaaro hain
Afsaane hajaaro hain
Inn aankho ki masti ke.

In Aankhon Ki Masti Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.