Ja Raha Tha Main (Title) Lyrics

in

"Ja Raha Tha Main (Title)" Song Details:

Album/Label: Ja Raha Tha Main (2016)
Singer(s):Piyush Bhatia
Lyricist(s):Vishal Gupta
Composer(s):Piyush Bhatia
Music Director(s):Piyush Bhatia
Genre(s):Happy (Feel Good)
Starring:Piyush Bhatia
Release on:8th October, 2016

Ja Raha Tha Main (Title) Lyrics – Piyush Bhatia

Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Usne kahan main hun teri mehbooba
Maine kahan tujhko janu na jane jana
Usne kahan main hun teri mehbooba

lyricsbogie.com
Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Usne kahan main hun teri mehbooba
Maine kahan tujhko janu na jane jana
Usne kahan main hun teri mehbooba

Hua yeh kya ghazab
Hua yeh kya asar
Mujhko na pata
Mujhko kya khabar..
Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Usne kahan main hun teri mehbooba

Usne kahan mile the hum yahin kahin
Maine kaha no darling nahin nahin
Usne kahan mujhe tumse pyar hai
Maine kahan yeh sab bekar hai
Yeh sab tha besabab
Yeh sab tha besabab
Mujhko na pata
Mujhko kya khabar
Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Usne kahan main hun teri mehbooba

Maine kaha mujhse chahti hai kya
Usne kaha kuch na tere siva
Maine kaha main engaged hun
Usne kaha i can manage dude
Main kehta bhi kya
Kuch nah paya main kar
Ab hai sab ko pataa
Ab hai sab ko khabar
Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Ban gayi hai woh ab meri mehbooba
Ja raha tha main
Khayalo mein dooba dooba
Ban gayi hai woh ab meri mehbooba.

Ja Raha Tha Main (Title) Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.