Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Lyrics

in

"Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak" Song Details:

Movie: Geeta Ki Saugandh (1988)
Singer(s):Alka Yagnik, Sadhana Sargam
Lyricist(s):Mahendra Dehlvi
Composer(s):Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Director(s):Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Genre(s):Romantic
Director(s):Reetu Raj
Music Label:© T-Series
Starring:Hemant Birje, Kader Khan, Sahira, Amarit Pal, Shakti Kapoor, Rajani Bala, Jamuna
Release on:1st June, 1988

Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Lyrics – Alka Yagnik, Sadhana Sargam

Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe
Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe

Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaan mein hain

Humne jine ka andaaz paya yaar se
Pyar jitna bhi kamaya khamaya hain yaar se
Haath duniya se milaya dil milaya yaar se

Ab na karna tu jhuda oh khuda yaar se
Aa gaya hain yaar kah do
Ab na dil mein gham rahe

lyricsbogie.com
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaanjaan mein hain jaan

Ye dua hai yaar apna sath chuthe na kabhi
Chahe tute aasma yaari na tute kabhi
Iss jahan mein koi apna pyar na lute kabhi
Rab agar ruthe to ruthe yaar na ruthe kabhi
Yaar ke didar ki chahat hume har dham rahe

Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe

Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe

Dosti kayam rahedosti kayam rahe
Dosti kayam rahr
Dosti kayam rahedosti kayam rahe.

Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.