Jaanam Lyrics

in

"Jaanam" Song Details:

Movie: Bloody Isshq (2013)
Singer(s):Sunidhi Chauhan
Lyricist(s):Rakesh Kumar (Kumaar)
Composer(s):Ashok Bhadra
Music Director(s):Ashok Bhadra
Genre(s):Romantic
Director(s):Arup Dutta
Music Label:© Worldwide Records
Starring:Akash, Shilpa Anand, Tripta Parashar
Release on:14th February, 2013

Jaanam Lyrics – Sunidhi Chauhan

lyricsbogie.com
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Doori aaj door kar do
Todo mujhko aaj choor kar do
Mujh mein aaj khud
Ko bhar dona bhardo na
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Yeh teri meri raat hay
Yeh samma bhi toh saath hay
Tu neend kharab kar
Phir pura har khawab kar
In julfon ki saath uljho
Mere dil ki baat samjho
Mujh mai aaj khud ko
Bhardo bhardo na
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein

Sunn seene mein jo shor hay
Ye chahtoin ka zor hay
Aaa tujhko main pyaar doon
Pal tujh mein guzzar doon
Aankhoein pe yeh
Aankhein rakh do
Saason pai ye
Saanse rakh do
Mujh mai aaj khud
Ko bhardo bhardo

Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas mein
Jaanam aao zara pass mein
Jaanam dubo ehsaas
Mein jaanam.

Jaanam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.