Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics

in

"Jaane Jaan Duniya Se Na Darr" Song Details:

Movie: Jaan-E-Jaan (1985)
Singer(s):Kishore Kumar
Lyricist(s):Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Masti
Starring:Randhir Kapoor, Neetu Singh, Bindu, Ranjit

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics – Kishore Kumar

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

lyricsbogie.com
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Pyar bin mar mar ke jeena
Zindagi hain ya saja
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Jaam to usko milega
Badhke jo bhi thaam le
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye.

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.