Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics

in

"Jab Jab Saavan Aata Hai" Song Details:

Album/Label: Saavan Ki Aahat Se (2015)
Singer(s):Raju Magare
Lyricist(s):Raju Magare
Composer(s):Suneet Borgaonkar
Music Director(s):Suneet Borgaonkar
Genre(s):Romantic, Sad
Director(s):Mohan Zine
Music Label:© Yellow & Red Music
Starring:Raju Magare
Release on:31st March, 2015

Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics – Raju Magare

lyricsbogie.com
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Mere saath kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Taklif kya hoti hai
Khud dekh le aazmaake
Is dard se is marz se
Is dard se is marz se
Dil paagal kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Yeh dil toh liya hai tune
Kab jaan le jaayega
Har baat mein barsaat mein
Har baat mein barsaat mein
Woh yaad kyun aata hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai.

Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.